Wednesday, October 18, 2006
kuch aur arz hai...
1. Jab jab meri sunvaai ho, mohabbat ki adaalat ho...
Kuda kare mera jeena aur marna, teri hi badaulat ho.
2. Janaazaa meri mohabbat ka nahi,
Yeh imtehaan meri wafaa ka hai...
Kyaa hua jo tumne humein dekha nahi,
Tumhara dil hi to humara thikana hai!
06:55 Posted in arz kiya hai... | Permalink | Comments (0) | Email this
Post a comment